Thursday, May 14, 2009

  • 1

    # Gheebat 1 aisa gunah hy jiski waja se log cut cut kar jahnum me phenkein jayeinge.

    Mujhe maaf kar dena. Ho sakta hy main ne apki koi ghibat ki ho...

    Main ne b ap ko maaf kardia hai.

    Ap b apny dostoon se maafi mang lena, shayed isi tarah hum is saza se bach sakein JAZAKALLAH


    2

    # Allah Talah Farmata Hai...

    Tum MUJHE apny naram bistaron sy uth kr yad rakhna,

    MAIN tumhe tumhari tang Qabron me yad rakhun Ga......

No comments: