Thursday, May 14, 2009

  • 1

    # Gheebat 1 aisa gunah hy jiski waja se log cut cut kar jahnum me phenkein jayeinge.

    Mujhe maaf kar dena. Ho sakta hy main ne apki koi ghibat ki ho...

    Main ne b ap ko maaf kardia hai.

    Ap b apny dostoon se maafi mang lena, shayed isi tarah hum is saza se bach sakein JAZAKALLAH


    2

    # Allah Talah Farmata Hai...

    Tum MUJHE apny naram bistaron sy uth kr yad rakhna,

    MAIN tumhe tumhari tang Qabron me yad rakhun Ga......

Thursday, September 25, 2008



ALLAH Se Dua Maango To Dua Ki Qaboliyat Par Yaqeen Rakho kyun K ALLAH Ghaafil or Laparwa Dilon Ki Dua qabool Nahi Karta.
(BUKHARI SHARIF



5 raaton may mangi hui dua radh nahi hoti

1. 27 Rajab
2. 15 Shaban (Shabrat ki Raat)
3. Eid-ul-Fitar
4. Eid-ul-Azha
&
5. Jummay ki raat
(recite darood


AAJ KI DUA"
Ay Mere
ALLAH PAK!!!
Aj mere voh tamaam gunah muaf farma de jo meri Duawaon ki Qabuliat me rukawat bante hein!
?AMEEN?



Ay mere Rubb
Tu REHMAN
Tu RAHEEM
Tu GHAFOOR
Tu RAZZAQ
Tu KAREEM
Tu QADIR
Tu QADEER
Tu MUQTADIR
Tu GHAFFAR
Tu WAHAB
Tu NOOR
Tu MALIK
Tu QUDDOOS
ay mere MALIK
Mai gunahgar hoon Mera bal bal gunahon main dooba huwa hai, Main sharminda hoon Mje PAK kar de, muaf farma de, ay mere MALIK apni Rehmat farma
Mujh per mere Maan baap per
Mere behan bhaioyun per mere doston per or
Us per Jis ne Yeh dua likhi aur jis ne Parhi. Or jis ne agay bheji. Aameen...!



DunyA me sAb se tAiz rAftAr kiA chez he?

BuLLet?

N?

AwAz?

N?

Light?

N?



Answer: DUA
Q K yE Apki ZubAn se adA hoNe se b pehLe AasmAn pr pohAnch jAti hy..





Itna ao pasand tum khuda ko,
K tumhari kaboliat ki ye sorat ho ,
Bin mange mil jai tumhain wo sab kuch ,
K dua ko khud tumhare hath ki zarorat ho.



Hazrat MUHAMMAD
(S.A.W) Ne Farmaya:

?Dua K Siva Koi Chez Taqdir K Faisle Ko Rad Nahi Kar Sakti
Or Neki K Siwa Koi Cheez Umer Ko Nahi Barha Sakti?.



Jab meri Dua Qabool hoti hai tou mein Khush hota houn k meri marzi puri hogai
.
Aur jab meri dua Qabol nahi hoti tou mein aur ziada Khush hota houn k
Yeh mere ALLAH ki marzi thi?
(Hazrat ALI a.s)



According to HADEES,
Duaon ki Qabolyat k Aukaat
1.Faraz Nmaz k bad,
2.Azan or Aqamat k Darmian,
3.Tahajjud k waqt,
4.Barish Barastay waqt,
5.Safar mai,
6.Iftar k waqt,
7.Jumay k Din ek Ghari,
8.Shab e Qadar mai,
9.Zam Zam Peetay waqt,
10.Arfa k Din Maidan-e-Arfat mai,
11.Quran ki Tilawat k bad



Ae ibne Adam!

Tuje kia ho gaya hai
tu ne apni namazon
duaon aur ibadaton ko sirf
pareshani or museebat k waqt k liye hi rakha hua hai
tu ne 70 maon se ziada chahne wale rub ko sirf apni waqti khuwahishon k
liye naraz kia hua hai
Ae insan!
Zara soch to sahi
wo rub jisne itne gunah karne k baad b teri
ankhen na nikaleen
tere hath aur pairon ko salamat rakha
aur to hai k us se dor hi hota ja raha hai
Khudara apne Raheem ALLAH ki taraf lot



Irshad Hai.,

?Jab DUAA Sey Baat Na Banay To Faisla

ALLAH Par Choor Do ALLAH TALA Apnay

Bundoou Ke Liye Sab Sey

Behtar Faisla Karny Wala Hay??






Raat ko sony sy pahly ak hi dua mango
?YA ALLAH mujay uta ly

?
?
?
?
?
?
soba sawery
?
?
?
nemaz k lie?




?Naya din shuro karne ki Dua?

Hasbi-y-Allah-o- La illaha illah Huwa, Allehe Tawakalt-o- Wahuwa rabu-l-Arshil Azeem.
(read it 7times at morning) n pray also 4me



Aaqa (AS) ne frmaya: Jis ko pasand ho k Allah mushkalaat aur takaleef k waqt us ki duaa qabul karay, wo khush hali k okaat mein ziada se ziada dua kia karay.
(Al Minhaj-us-Sawi bahawala Tirmizi)




Waqt-E-DUA Mein Ek DUA Karun

Main RAB-E MOHAMMAD Se Ek Iltija Karun

Tu Khush Rahe

Tu Shaad Rahe

Teray DIL Ka Aangan Abaad Rahe

Tu Her Pal Yunhi Hansa Kare

Tu Phoolon Ki Manind Khila Kare

Teri Zindagi Mein Koi Ghum Na Ho

Teri Aankh Kabhi Num Na Ho

Tujhe Kisi Se Koi Gila Na Ho

Koi Dukh Tujhe Mila Na Ho

Teri RADD Kabhi DUA Na Ho

Teray LAB Pe Koi Sada Na Ho

Tujhay Bin
Mangay WO ATAA Karay

Teri Maaf Her Ek Khta Karay
(Aameen)




Allah un logon ki dua qubol farmata he jo Iman laey or nek aamal karty rahy, or apnay fazal se unki dua se bhi ziada ata farmata he.
(Al Shora,26)




Hazrat ANAS (Razi A) se riwayat ha k RASUL (SAW) jab kisi waja se bay qrar hote tu ye dua perhtay (Ya-Hayyu Ya-Qayum B-Rehmati Ka astaghees)
4wrd (sadqa jaria




7 Chizo me shifa hai ALLAH k hukum se?
1. Namaz me.
2. Surah Fatiha me.
3. Madina ki mitti me.
4. Zamzam me.
5. Shahd me.
6. Sadke me.
7. Maa Baap ki Dua me..


Khush Raho Tum Zindagi K Melay Mein,
Per Ye Sochna Kabhi Ik Pal Akelay Mein,
Kisi Ki Soch Mein Ehsaas Ki Sadaon Mein,
Tum Bus Rahey Ho Kisi Ki Duaon Mein





Surah Fatiha
Allah K Gazub Se Bachaati He,
Surah Yaseen
Qayaamat K Din Piyaas Se,
Surah Waaqia
Fikar or Faaqe Se,Surah Mulk
Azaab-e-Qabar se,Surah Kosar
Dushmanon Ki Dushmani Se,Surah Kaaferun
Mout K Waqt Kuffar Se,Surah Ikhlaas
Munaafiqat Se,
Surah Fallak
Hadson Se,
Surah Naas
Wuswason Se, Bachaati Hain
Bohot Qeemti Gift he, Sanbhal k Rakhien
or khoob phellaain
ALLAH JAZAA DEY GA.
(or mujhe b apni duaon mein yaad rakhein.





Adab-e-Duaa
(Insan ka) hamesha dua per istaqamat akhtiyar kerna khawa wo khushali mein ho aur dua ko siraf sakhti aur musibat k sath khas na kerna

Aur ye k dua k agaz aur akhir mein Aaqa (AS) per darud bhajna aur
Ye k apni namazo k bad dua kerna
Aur
Ye k hathon ko dua mein apnay kandon k baraber buland kerna
Aur
Ye k dua se farigh ho ker apnay hathon ko chehray per phairna.
(Al Minhaj-us-Sawi bahawala Amam Beheqi ?Shob-ul-eman)





DUA..

Jo Kahin Na Mile Wo Khushi Chahiye
Dard Kaisa B Ho Bandagi Chahiye

Mujhko Duniya Ki Ab Koi Khuwahish Nhi
Aakhrat Ki Mujhe Zindagi Chahiye

Tere HRahun
Ibbadat Me Bus Ye Aajizi Chahiye

Main Bhatak Jaun To Aasra Dey Mujhe
Aesi ALLAH Mujhe Rehbari Chahiye..

Aameen.




Meri rahon k jo jugnu hen wo tere hen

Teri rahon k jo andheray hen wo mere hen

Chu sakta nahi koi ghum tujhko

Q k tujh per duaon k jo pehray hen wo mare hen




Lamha lamha apk honto par

Lamha lamha apk honto par muskaan rahe,

Har gham apse anjan rahe,

Jiske sath mehak uthay apki zindagi,

Dua hai hamesha apk pass wahi insan rahe




Jo BARISH main Ye DUROOD-e-PAK Prh Le To Barish K Hr Qatrey K Badley
( 1 ) Neki Hasil Krey Ga

ALLAHUMA SALEY ALA SAYEDINA WA,MAULANA MUHAMADIN WA?ALA AALEY MUHAMADIN BI ADADI QATARATIL AMTAR. Fwd othrz







Wednesday, September 10, 2008

1


• NAMAZ Kia hai?
.
N=Nekion mai izafa
.
A=Aakhirat mai nijaat
.
M=MOHAMMAD (S.A.W) ki sunnat
.
A=Allah ki raza
.
Z=Zaria-e-qurbat-e-ELAHI.
.
NAMAZ na choro.
• The most beautiful word is ALLAH,
Most beautiful song is AZAN,
Best exercise is NAMAZ,
World's perfect book is QURAN,
And You are so lucky if YOU are a MUSALMAN.
• Life is Test,
Islam is best,
Namaz is must,
Aakhrat is for rest,
World is only dust,
If Quran is in chest,
nothing need next,
Obey ALLAH first.
Success will be next.
• Happy Moments - PRAISE ALLAH
Difficult Moments- SEEK ALLAH
Quiet Moments - WORSHIP ALLAH
Painful Moments - TRUST ALLAH
Moment By Moment - THANK ALLAH
• I ask Allah 2 make u happy,
make u smile,
guide u safely,
though every mile,
grant u wealth,
give u health & most of all grant u paradise!
• The Shortest Distance between
a Problem and it’s Solution is
the Distance between your Knees
and the Floor. The one who Kneels
to Allah (Ta’ala) can Stand Up to Anything.
• Verily, Allah does not look towards
your bodies nor towards your appearances.
But, he looks towards your hearts.
• Allah's blessings are a treasure so true,
that their value cannot be measured,
and one of Allah's blessings is you!
• Pay attention to Allah
and
He will pay attention to you.
• Make sure your food is good
(halal and bought with halal earnings),
and you will be one whose prayers are answered.